Sunday, March 3, 2013

Sabne Jhoot Kha Tha

rotiSabne jhooth kaha tha

Kitabo me parha tha…

buzurgon ne bhi kaha tha…

maa ne bhi khilaya…


didi aur bhabhi ne bhi banaya…

sabne yahi kaha tha…

sabne yahi kaha tha…

kya!!!………

rotiyan gol gol hoti hain!……

sabne jhooth kaha tha

sabne mujhe bewkoof banaya tha………

kyun!!…

mene bhi banaya…

roti aaj pakaya…

roti aada teercha bana tha…

ek me bharat to duje me Australia bana tha…

rotiyan gol gol gol nahi hoti

sabne jhooth kaha tha…

uff banate waqt to mera haath bhi jalaa thaa..

0 comments:

Post a Comment

 
Google Analytics Alternative